Ad Code

Free Hosting

Best 5 Dedicated Server Hosting Providers In 2022 Hindi Me

Web hosting business kafi teji say badh raha hai aur yahee wajah hai ki koi bhi Business owner apney opponent ke saath bazar mein competition karane ke lie naye Technologies ko gale laga rahe hain. 

Market mein Bahut si Hosting Solution mojood hain jinase aap hosting khareed sakate hain. sedhe sabdo mein, Aap web server ko kiraye par le sakte hai Aur apko iske liye rupe dene padte hai. Aapke man main may ek baat hogi agar aap host Hosting ki Starting Shared Hosting say kar sakate hain, to aap ko  VPS / Cloud hosting ki jaroorat kyon hai? 

Solution Bahut Asaan hai, Ek baar jab aapko Apki Website par accha traffic milney lagey or storage ka upayog turant honey lagey to aapko behatar result ke liey dedicated server par move kar jana chahiye. Ish Post Me Mai Apko Best Dedicated Server Hosting Providers Ke Bare Me bataunga.


Dedicated Server Hosting Providers In 2018 Hindi Me, Best Dedicated Server Hosting Providers, Dedicated Server Hosting Providers Hindi Me


Stats ke mutabik ye Anuman lagaya Ja Raha Hai ki  2019 tak Dedicated server ki mang $1.5 billion doller tak Aur Badh sakti hai. Agar Aapki koi company ya organization to hai to Dedicated Server Hosting Apke liye Sabse Accha aur Best option Hoga Apni company ki sabhi websito ko host karne ke liye. 

Mana jata hai ki issey Benifits or ROI increase hote hai. Agar apki company poori tarah say kisi website par nirbhar karti hai jaha say apko apni Sales milti hai to In conditions mai apko dedicated server par move ho jana chahiye. 

Halaki yeh mehnga hai lekin Kayi Ehe bhi Cheap hosting provider hai jo apko kam kimat par acche support ke sath dedicated hosting provides karte hai. 

Is article main hum apko aisi hi 5 Dedicated Hosting Provider company ke barey mai bataney ja rahe hai or inmey say apki industry ke liye best company chunney main madat bhi karengey.

Best 5 Dedicated Server Hosting Providers

MilesWeb

MilesWeb Best Dedicated Server Hosting Providers ki list main sabse upar hai kyoki ye India ki leading web hosting company hai. ye company 2012 main India main established hui hai or isney accha naam kamaya hai. 

MilesWeb US data center ke sath bahut hi comprehensive offer deta hai. ye sabhi dedicated hosting offers mai first-month charges main 7000 rupee per month or 50% OFF say suru hone wali 3 offers dete hai. 

Yahan kuch points diye gaye hai  jo apko batyengey ki apko  MilesWeb ki Dedicated Hosting kyo leni chahiye.

✔Host unlimited websites

✔Ability to choose OS

✔SSH root access

✔Server Administration

✔No setup fee or contract

Ye apko 6 program provide karte hai or sabhi program alag capability rakhte hai. Normally inke plans Rs.10000/Month say suru hote hai jismey managed approach, pre-installed OS, routine maintenance, security, technical assistance shamil hain.

iske alawa sabhi plans main apko Free SSD Storage Aur free domain name milta hai. agar aap MilesWeb ke sath price ki tulna kisi or company say karte hai to aap dekh sakte hai MilesWeb apko Affordable price par same capabilities deta hai. iskey alawa ye SinUp karney say pehley Manually call karke jankari lete hai.

Agar aap Indian traffic ko target kar rahe hai to apney India Dedicated Server Program ko check karey. usmay aapko 4 plan milengey. agar aap MilesWeb ko compare karengey BlueHost say to apko pata chalega MilesWeb sasta hai.

YouStable

Best dedicated server hosting ki list main maujood dosri company YouStable hai. Iske  6 plan offer karti hain. or sabhi plan different features shamil hain. Normally inke plan Rs.9999/Month say suru hote hai jismey managed approach, pre-installed OS, routine maintenance, security, technical assistance shamil hain. 



Inke alawa sabhi plans main apko Free SSD Storage milti hai. agar aap MilesWeb ke sath isko compare karey to aap dekhengey ki Youstable apko kam kimat main same features deta hai. iskey alawa ye SinUp karney say pehley Manually call karke jankari lete hai.

Yah aap pure vishwash ke sath kah skte hai ki YouStable aapko Low Dedicated Server Hosting in India provide krta hai.  

BlueHost

BlueHost India main ek famous Hosting company hai. agar aap Indian audience ko target kar rahe hai to apko inke indian dedicated hosting plan check karney chahiye

ye apko 4 plan provide karte hai. Inke Indian dedicated Server plan Rs.10,499/Month say suru hote hai. Agar aap MileWeb say inko compare karey to aap dekhengey ki inka price MilesWeb say jyada hai.

HostGator

Hostgator ko Kisi introduction ki jarorat nahi hai kyoki ye bahut hi lambey samay say market mai maujood hai. ye dedicated hosting ke 4 Plan provide karte hai or sabhi plan unique capabilities rakhte hai. 

Normally inke plan Rs.10,395/Month say suru hote hai jismey managed approach or Cpanel or plesk maujood hai. inke pass good customer database hai. ye 24/7 customer service telephone, Email or chat ke through dete hai.

Interserver

Akhir main India ki famous Aur Cheap Hosting company may say ek Interserver ke India may hosting program kay 4 plan provide karate hai jnki suruwat Rs.9008/month say hoti hai. 



Agar aap inke specification check kare to aap payengey ki ye har IP keliye Rs.100 charge karte hai jabki baki hosting company Rs.130/IP charge karti hai. ye bahut hi affordable Dedicated hosing provide karte hai or jarorat padney par ye 24/7 support bhi provide karte hai.

Conclusion 

Mujhay umeed hai ki apko famous Cheap our Best Dedicated Server Hosting Providers ki pricing ka idea lag gya hoga. Agar apka koi chota budget ho or aap dedicated hosting par switch karna chahte hai to to jyada rupee kharch karna bahut mushkil hai. 

Youstable or Interserver ki Dedicated Hosting is mamle main behter rahegi kyo ki ye kam price main better service provide karte hai. sath hi aap or jankari ke liye inki website check kar sakte hai.

Ad Code

Free Hosting